Great comment, inn PTI walon ka 14 august ke baad munh bhi kala karo aur gadhe pey bitha kar poorey pakistan ka chakkar lagao
How about starting with Noora and Showbaz first?
Noora:
Kashkol tor dain ge, IMF se karze nai lain ge. Loota huwa paisa Pakistan lain ge.
Showbaz:
- 90 din, 3 months, 6 months, 1 year, 3 years main bijli ki load shedding khatam na kar do to mera naam Shazia Sharif nai..

- Zardari ko lahore aur larkana ki sarkon par na ghaseeta to main apne baat ki aulad nahi?
- Loota huwa paisa wapis na laya to main apne bachon ka baap nahi?
- Ali Baba 40 choron ko Minar e Pakistan pe ulta na latkaya to main marasi?


but you agree that you guys or your leader hve no plans whatsoever..bus rhona dhona har jalse mein aur ghar chaley jana



