Follow along with the video below to see how to install our site as a web app on your home screen.
Note: This feature currently requires accessing the site using the built-in Safari browser.
Bhai aap RKR mein 3S-GTE engine lag wa lo, thoray bahut performance mods bhi kar lena. Woh bhi helicopter k agay peechay neechay dayen bayen, har jagah bhagay gi.
Yaar Pakistan mein 750 Bhp Supra bhi hay. Uss k saath bhi yeh stunt ho sakta hay. Eik dafa Supra k peechay Police ki Altis ya GLi lag gayi. Bahut tarsss aya Police pe uss din.That looks amazing![]()
Eik dafa Supra k peechay Police ki Altis ya GLi lag gayi. Bahut tarsss aya Police pe uss din.


Ap tu logon ka jazbat sa khel rahay han....Bhai aap RKR mein 3S-GTE engine lag wa lo, thoray bahut performance mods bhi kar lena. Woh bhi helicopter k agay peechay neechay dayen bayen, har jagah bhagay gi.
Warna aisa karo, Indus Corolla mein black top 4-AGE rakhwa lo, helicopter bhi sochay ga k 1995 rolla (Pathan bhai favourite) ko kiya ho gaya hay, meray saath racain laga rahi hay.
Yaar Pakistan mein 750 Bhp Supra bhi hay. Uss k saath bhi yeh stunt ho sakta hay. Eik dafa Supra k peechay Police ki Altis ya GLi lag gayi. Bahut tarsss aya Police pe uss din.